Teri Aankhon Mein Lyrics-Teri Aankhon Mein Lyrics

Teri Aankhon Mein Lyrics

Darshan Raval & Neha Kakkar

home > SONG > Teri Aankhon Mein Lyrics

Teri Aankhon Mein Lyrics

Haan kar dena chhoti moti ghaltion ko maaf

Itna sa bas ehsaan kar de

Kar dena chhoti moti ghaltion ko maaf

Itna sa bas ehsaan kar de

Tu jo hai naraaz meri saansein na chalein

Maan ja tu jeena yeh aasan kar de

Tu khol mere dil ko aur lele talaashi

Koyi bhi milega na tere siwa tere siwa

Teri aankhon mein dikhta jo pyar mujhe

Meri aankhon mein bhi tujhe dikhta hai kya

Teri aankhon mein dikhta jo pyar mujhe

Meri aankhon mein bhi tujhe dikhta hai kya

Bhar ke rakhti hoon jebein

Main main dil ki apni

Bol kitna tu maange udhar

Jo main pyasa ke boondi tu maang to sahi

Bol kitna tu maangega pyar

Baitha hai gussa teri naak pe aise

Thok diya tujhko maine chhod diya jaise

Mar ke bhi chhodun na tu manega kaise

Nikaal na zubaan se aise marne ki baat

Pyar aisa karunga

Ke tu degi shabashi

Misaal main dunga

Apne pyar ki bada

Teri aankhon mein dikhta jo pyar mujhe

Meri aankhon mein bhi tujhe dikhta hai kya

Teri aankhon mein dikhta jo pyar mujhe

Meri aankhon mein bhi tujhe dikhta hai kya

Ishq ko odh lein sab hadein tod de

Aaj donon mil ke ik naye rishte ko jod dein

Ishq ko odh lein sab hadein tod de

Aaj donon mil ke ik naye rishte ko jod dein

Tu bole na mujhe kuchh

Aur main sunti rahun

Aise pyar karte karte

Duniya ko chhod doon

Teri aankhon mein dikhta jo pyar mujhe

Meri aankhon mein bhi tujhe dikhta hai kya

Teri aankhon mein dikhta jo pyar mujhe

Meri aankhon mein bhi tujhe dikhta hai kya

Written by:
Kumaar


CLICK TO PDF DOWNLOAD

RELATED SONGS

Teri Aankhon Mein Lyrics - Darshan Raval & Neha Kakkar

" Teri Aankhon Mein Lyrics " Video

" Teri Aankhon Mein Lyrics" SONG INFO

Singer Darshan Raval & Neha Kakkar
Album Darshan Raval & Neha Kakkar
Lyricist Kumaar
Music Manan Bhardwaj
Music Label T-Series