Safar Ka Nasha Lyrics
Dastoor yeh zindagi thoda badal ja
Suroor yeh dillagi mujhe sath leja
Dastoor yeh zindagi thoda badal ja
Suroor yeh dillagi mujhe sath leja
Basta yeh bandha hai
Rasta ab napenge
Avosh mein le waadiya
Wa basta sa hai yeh
Thandi hawaon se neyi banalo yaariyan
Dheere dheere chale hai thikane se
Is naye safar ke fasane mein
Khoye khoye mile in nazaron se
Aisa hua asar in ghatao mein
Behne de jharne sa
Kheelne de ban ki tarha
Udhne de badal sa
Jamne de baraf ki tarha
Mehsoos hone de safar ka nasha
Mehsoos hone de safar ka nasha
Taaron ki chadar se dhake
Savan se mausam mein bandhe
Ang hi ke baaju baithe
Arbon ke malik se lage
Khwaabon mein jene hum lage
Raaton mein jaagne lage
Sardi ki bahon se gheere
Gappe soye jo ab uthe
Dheere dheere chale hai thikane se
Is naye safar ke fasane mein
Khoye khoye mile in nazaron se
Aisa hua asar in ghatao mein
Behne de jharne sa
Kheelne de ban ki tarha
Udhne de badal sa
Jamne de baraf ki tarha
Mehsoos hone de safar ka nasha
Mehsoos hone de safar ka nasha
Written by:
Mohsin Akhtar
RELATED SONGS
" Safar Ka Nasha Lyrics " Video
" Safar Ka Nasha Lyrics" SONG INFO
Singer | Mohsin Akhtar |
---|---|
Album | Mohsin Akhtar |
Lyricist | Mohsin Akhtar |
Music | Zee Music Company |
Mix And Master | Daniel Chiramal @Pashaa |