Maa Lyrics
Chodh gaya jo ish beedh mein akela mujhe
Na tere jaisa koi aur aayega
Chodh gaya jo ish beedh mein akela mujhe
Na tere jaisa koi aur aayega
Log kehte hain tu aasmaan mein kahin
Taara banke hai kahan chupa
Ho maa tere bin mein kaise jiyun re
Ho maa tere bin mein kaise jiyun re
Ungli pakad ke chalna tune sikhaya tha
Khud bhooka tha tab bhi mujko khilaya tha
Aaj tu hai nahin toh koi rakhta nahin khayal mera
Aaj tu hai nahin toh koi rakhta nahin khayal mera
Log kehte hain tu aasmaan mein kahin
Taara banke hai kahan chupa
Ho maa tere bin mein kaise jiyun re
Ho maa tere bin mein kaise jiyun re
Ho maa tere bin mein kaise jiyun re
Written by:
Urban Swaraaj
RELATED SONGS
" Maa Lyrics " Video
" Maa Lyrics" SONG INFO
Singer | Ayshan Adri |
---|---|
Album | Ayshan Adri |
Lyricist | Urban Swaraaj |
Music | Ayshan Adri |
Mix And Master | Sunny Karmakar |
Music Label | Zee Music Company |